guys aj ki is post me ham baat karege kis sim card cloning kya .so guys isko samjne ke liye first of all apko sim card ki working to acchi taraha se samjhna hoga kyuki without working samjhe sim carding cloning impossible he
what is sim
sim ( Subscriber Identity Module ) ek esha system he jiski help se ap network se connect hote ho aur ek jaghe se dusri jaghe kisi dusre person se baat kar pate ho ye sab possible hota he network ke connection ki bajhe se kyu puri duniya me network faila hua he bo hame dikhai nai deta .lekin network ka jaal har jaghe se . sim me 3 no. main hote he jisse apko identify kiya jata he first he imsi no. second he authentication key and third he iccit no in teeno ke bare me ham aage baat karege .
HOW SIM CARD WORK
Sim Card me ek IMSI ( international mobile subscriber identity number) stored hota hai Jo 64 bits ka number hota hai . IMSI number ke sath ek authentication key use ki jaati hai .Jab Ham hamare phone me Sim Card lagate hai tab hamara sim card tower ko imsi no send karta he fir Tower us IMSI number ko receive kar leta hai so guys apne dekha hoga tower ke upper koi network adapter jesa laga rheta he so guys bo main hota he bo imsi no ko reciever karta he us adapter ke pass imsi no. ki list hoti he aur sath hi authentication keys ki bhi list hoti . Tower list me se randomly ek IMSI number ko select karta hai aur authentication key ki madad se ek naya number generate karke usi original random number ko hamare Sim me bhej deta hai . Sim us number ko receive kar authentication key ke help se calculation karta hai ki Jo output sim ki taraf se bheja gaya tha aur jo output Tower ki taraf se aaya hai kya wo same hai . agar guys sari information sahi nikli to apko identify kar liya jata he aur ap ab us sim ki sari services use kar sakte hoWhat Is ICCIT ?
guys agar apne kabhi apni sim ko dekha ho to apne notice jarur kiya hoga ki apki sim pe kuch no. likhe hote he unhi ko ICCIT ( Integrated Card Circuit Identity) bolte he guys .jab ap kahi kisi international level par jate ho yaa roming bale area me jate ho so ICCIT no ki help se hi apko identify kiya jata he ki apki sim valid he ki nai
what is sim card cloning ??
guys sim carding cloning ek eshi process he jisme ham kisi bhi sim ki dupicate sim taiyaar karte he jese ki man lijiye mera koi no he jese 1234567890 then hacker isi no ki dusri sim taiyaar karega guys so isse hoga ye ki jitne bhi calls apki orginal sim pe aayge bo duplicate sim pe bhi aayge jitne sms original sim pe aayge bo duplicate sim pe bhi aayge .So ap sayad apke man me ye question jarur aa rha hoga ki ye kese mumkin he ek hi network pe two sim ka hona guys so me apko bta dunga ye bilkul possible he kyuki jesa mene abhi apko btaya tha ki sim 3 no pe work karti he imsi no authentication key and iccit no so hacker kya karte he original sim ki sari detail jese imsi no authentication key and iccit no ko duplicate sim me dalt dete he jisse wo sim bhi original sim ki tarha work karne lagti he . aage ki post me iska pratical bhi launga guys f
so i hope apko ye post acchi lagi hogi so guys share this post with your friends
so i hope apko ye post acchi lagi hogi so guys share this post with your friends
No comments:
Post a Comment